Main, Main Hoon,
kabhi ek vyakti, kbhi ek vyaktitva
kbhi ek hasti, kbhi ek astitva
kbhi koi rang
kbhi koi umang
kbhi ek aas
kbhi koi ehsaas
kbhi iss raah, kbhi us dagar
thamu nahi ruku nahi
firta rahu dar badar
kbhi tumsa main, kbhi tumse alag
kbhi band kiwad sa, kbhi khula falak
kbhi baithe rahu saari umar
kbhi ek pal me jee jau poori sadi,
kbhi khamosh aur gehra
jese koi samndar
kbhi jhar jhar mano
jese koi uchhali nadi
kbhi pankh pesare udna chahu
dunia k asmaano me
kbhi chahu ek sukkon ki zindagi
apne ghar me
kabhi ek vyakti, kbhi ek vyaktitva
kbhi ek hasti, kbhi ek astitva
kbhi koi rang
kbhi koi umang
kbhi ek aas
kbhi koi ehsaas
kbhi iss raah, kbhi us dagar
thamu nahi ruku nahi
firta rahu dar badar
kbhi tumsa main, kbhi tumse alag
kbhi band kiwad sa, kbhi khula falak
kbhi baithe rahu saari umar
kbhi ek pal me jee jau poori sadi,
kbhi khamosh aur gehra
jese koi samndar
kbhi jhar jhar mano
jese koi uchhali nadi
kbhi pankh pesare udna chahu
dunia k asmaano me
kbhi chahu ek sukkon ki zindagi
apne ghar me